Aise sanam aap hame awaz na dena
muskil kahin na ho hame khud ko rokna
badal na jaye kahin ye mausam suhana
rasvanti hawa kahin na banjaye tufan
karna dale hame badnam jamana
chup ke se hame apne dil me chupaye rakhna
Tumhare bina ye jindagi jindagi nahin,
jis me tum na ho wo sapna sapna hi nahin,
khol do wo paon ki zanzeeren ,
jo rokta hain tumhe tumhari manzil se milne,
sine me chhupake rakhenge tumko,
TUM haqiqat ho koi fasana nahin
Dhoka diya tha jab tum ne mujhe , dil se main naraaz
tha ,
phir socha ki dil se
tumhe nikal dun ,
magar woh
kambakth dil bhi
tumhare paas
tha....
Jeena chahte hain
magar zindagi raas
nahi aati ,
marna chahte hain
magar maut paas
nahi aati ,
bahut udas hain
hum is zindagi se ,
unki yaadein bhi to
tadpane se baaz
nahi aati .
No comments:
Post a Comment